MEER TAQI MEER - Jin Jin Ko Tha Yeh Ishq Ka Aazaar Mar Gaye

 


Jin Jin Ko Tha Yeh Ishq Ka Aazaar Mar Gaye
Aksar Hamaare Saath Ke Beemar Mar Gaye

Yun Kaanon-Kaan Gil Ne Na Jaana Chaman Mein Aah
Sar Ko Patak Ke Ham Pas-E-Deewar Mar Gaye

Sad Kaarwaan Wafa Hai Koi Poochta Na