Aankhon Main Ji Mera Hai Idhar Yaar Dekhna Aashiq Ka Apne Aakhri Deedaar Dekhna Kaisa Chaman Ke Ham Se Asiron Ko Mana Hai Chaak-E-Qafas Se Baag Ki Deewar Dekhna Aankhen Churaaio Na Tuk Abr-E-Bahaar Se