Aaraam Hai Un Ko, Jo Tere Mahwe Laqaa Hain Betaab Woh Qater Hain Jo Darya Se Juda Hain Har Kisi Mein Ayaan Nihaan Ho Tum Jitne Qaalib Hai Sab Ki Jaan Ho Tum