Banaa Banaa Ke Tamannaa Mitaai Jaati Hai Tarah Tarah Se Wafaa Aazamaai Jaati Hai Jab Un Ko Meri Muhabbat Kaa Aitabaar Nahin To Jhukaa Jhukaa Ke Nazar Kyon Milaai Jaati Hai Hamaare Dil Kaa Pataa Wo Hamen Nahin