MIRZA GHALIB - Bus Ki Dushwaar Hai Har Kaam Ka Aasaan Hona

 


Bus Ki Dushwaar Hai Har Kaam Ka Aasaan Hona
Aadmee Ko Bhi Mayassar Naheen Insaan Hona

Giriya Chaahe Hai Kharaabi Mere Kaashaane Ki
Dar-O-Deevaar Se Tapke Hai Bayaabaan Hona

Waa-E-Deewaangi-E-Shauq, Ke Har Dam