MIRZA GHALIB - Ham Rashk Ko Apne Bhi Gawaara Nahin Karte

 


Ham Rashk Ko Apne Bhi Gawaara Nahin Karte
Marte Hain Wale Un Ki Tamanna Nahin Karte

Dar Pardaa Unhen Ghair Se Hai Rabt-E-Nihaani
Zaahir Ka Ye Parda Hai Ki Parda Nahin Karte

Yah Baais-E-Naumidi-E-Arbaab-E-Hawa