QATEEL SHIFAI - Hum Se Tu Is Qadar Khafa Kya Hai

 


Hum Se Tu Is Qadar Khafa Kya Hai
Tu Sanam Hai Ke Hai Khuda Kya Hai
Hum Khade Hain Jhukaaye Sar Kab Se
Tegh Utha Tegh Dekhta Kya Hai