Khumar Barabankvi - i Maut Unhe’n Bhulaaye Zamaane Guzar Gaye

 


Ai Maut Unhe’n Bhulaaye Zamaane Guzar Gaye
Aa Jaa Ki Zahar Khaaye Zamaane Guzar Gaye

O Jaane Waale Aa Ki Tere Intazaar Me’n
Raste Ko Ghar Banaaye Zamaane Guzar Gaye

Gham Hai Na Ab Khushi Hai Na Um