Idhar Se Abr Uthkar Jo Gaya Hai Hamaari Khaak Par Bhi Ro Gaya Hai Masaaib Aur The Par Dil Ka Jaana Ajab Ik Saaniha Sa Ho Gaya Hai Muqaamir-Khaana-E-Aafaq Wo Hai Ke Jo Aaya Hai Yaan Kuch Kho Gaya Hai