Is Ahad Main Ilaahi Mohabbat Ko Kya Hua Chhoda Wafa Ko Unne Muravvat Ko Kya Hua Ummeed Vaar Vaada-E-Deedaar Mar Chale Aate Hi Aate Yaaron Qayamat Ko Kya Hua Bakshish Ne Mujh Ko Abr-E-Karam Ki Kiya Khijal