Ishq Ko Be-Naqaab Hona Tha Aap Apna Jawaab Hona Tha Teri Ankhon Ka Kuch Qusoor Nahin Haan Mujhi Ko Kharaab Hona Tha Dil Ki Jis Par Hain Naqsh-E-Ranga-Rang Us Ko Sadaa Kitaab Hona Tha Ham