MEER TAQI MEER - Jalwa Hai Mujhi Se Lab-E-Darya-E-Sukhan Par,

 


Jalwa Hai Mujhi Se Lab-E-Darya-E-Sukhan Par,
Sad Rang Meri Mauj Hai, Main Taba-E-Rawaan Hoon.