SAGHAR AAZMI - Kaanton Se Guzar Jaana Sholon Se Nikal Jaana

 


Kaanton Se Guzar Jaana Sholon Se Nikal Jaana,
Phoolon Ki Basti Main Jaana To Sambhal Jaana,

Din Apni Chiraagon Ki Maanind Guzarte Hain,
Har Subah Ko Bujh Jaana Har Sham Jal Jaana,

Bachchon Hi Si Fitrat Hai Ha