Kaun Si Baat Kahan Kaisi Kahi Jaati Hai Yeh Saleeqa Ho To Har Baat Suni Jaati Hai Ek Bigdi Hui Aulaad Bhala Kya Jaane Kaise Maa Baap Ke Honthon Se Hasi Jaati Hai Karz Ka Bojh Uthaaye Hue Chalne Ka Azaab