Mile Hain Ehtiyaatan Un Se Ham Be-Gaanawaar Aksar, Adaa Karnaa Pada Hai Ye Bhi Farz-E-Naa-Gawaar Aksar, Khataayen Karte Karte Tauba Kar Li Hai “Khumar” Aksar, Tarap Kar Rah Gayi Hai Rahmat-E-Parwardigaar Aksar,<