MOMIN KHAN MOMIN - Parwaane Ko Kis Liye Jalaya, Ai Shama,

 


Parwaane Ko Kis Liye Jalaya, Ai Shama,
Be Jurm Ko Khaak Mein Milaya, Ai Shama,

Sar Katne Se Bhi Zara Shararat Na Gayi,
Tu Ne To Ghazab Hi Sar Uthaya, Ai Shama.