Saazgaar Hai Humdam In Dinon Jahaan Apna Ishq Shaadmaan Apna Shauq Kaamraan Apna Aahen Be-Asar Kiski Naala-E-Naarva Kiska Kaam Barha Aaya Jazba-E-Nihaan Apna Kab Kiya Tha Iss Dil Par Husn Ne Karam Itna