Jaun Elia - Shauq Ka Rang Bujh Gaya

 


Shauq Ka Rang Bujh Gaya, Yaad Ke Zakhm Bhar Gaye Kya Meri Fasl Ho Chuki, Kya Mere Din Guzar Gaye Reh Guzar-E-Khayaal Mein Dosh Ba-Dosh They Jo Log Waqt Ki Girdbaad Mein Jaane Kahaan Bikhar Gaye Shaam Hai Kitni Be-Tapaak, Shahr Hai Kitna Sahamnaak Hum-Na