Shauq Ki Raah Par Agar Chaliye Chaar Jaanib Se Be-Khabar Chaliye Koi To Kaarnaama De Anjaam Us Muhalley Mein Naam Kar Chaliye Koo-E-Jaanaan Ki Naaka-Bandi Hai Dil-E-Hangaama-Ju, Kidhar Chaliye ?